SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ाती"
Nazm MATCHES FOR "ज़ाती"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
tuu ki be-jaan khilauno.n se bahal jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ruuh mar jaatii hai to jism hai chaltii hu.ii laash
is haqiiqat ko samajhte hai.n na pahchaante hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
saqi-nama
KHudii ke nigahbaa.n ko hai zahr-naab
vo naa.n jis se jaatii rahe us kii aab
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
chaar din kii ye rifaaqat jo rifaaqat bhii nahii.n
umr bhar ke liye aazaar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazm
tujh se shikva bhii agar kartaa to kaise kartaa
mai.n vo sabza thaa jise rau.nd diyaa jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
parchhaiyan
tumhaaraa jism har ik lahr ke jhakole se
mirii khulii hu.ii baaho.n me.n jhuul jaataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye ja.ng aur ye mere vatan ke shoKH javaa.n
KHariidii jaatii hai.n uThtii javaaniyaa.n jin kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya hukm-nama
ye lahre.n rokii jaatii hai.n
to dariyaa kitnaa bhii ho pur-sukuu.n betaab hotaa hai
Javed Akhtar
Nazm
andha kabaadi
haa.n magar merii ma.iishat kaa sahaaraa KHvaab hai.n!
shaam ho jaatii hai