SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ूलैंडर मुफ्त में"
Nazm MATCHES FOR "ज़ूलैंडर मुफ्त में"
Nazm
siyasi maslahat
zindagii me.n mil ga.e kitno.n ko sarkaarii KHitaab
muft me.n in ko KHariidaa muft me.n bechaa gayaa
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Nazm
tamashai na mil pae
magar kyaa haath aayaa
tamaashaa-gaah tak laa.e ga.e the muft me.n ham
Shariq Kaifi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
kyuu.n hu.e chal ke muft me.n bad-naam
be-chale kyaa aTak rahaa thaa kaam
Ismail Merathi
Nazm
nai ki hajamat
ye saare be-tuke chhaT jaa.e.nge baal
yahaa.n par muft me.n kaT jaa.e.nge baal
Ambar Chughtai
Nazm
doshiza malan
shaa.er kaa dil hai muft me.n kyuu.n dard-ma.nd ho
ik gul idhar bhii nazm agar ye pasand ho
Kaifi Azmi
Nazm
wazir ka KHwab
muft me.n koThii milii motor milii p.a milaa
jab gayaa picnic pe baahar tour kaa T.a milaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
haqaeq
da.avaa-e-ulfat jataa kar muft me.n rusvaa na ho
daar par cha.Dhne se pahle raaz-e-ishq afshaa na kar
Zafar Ali Khan
Nazm
zalzala
chaahtii huu.n mire ushshaaq me.n kuchh farq na ho
muft me.n kashtii-e-ehsaas-e-vafaa Garq na ho
Shakeel Badayuni
Nazm
mashwara
aatish-e-be-suud me.n mat kuud ho kar be-KHatar
mat ga.nvaa yuu.n muft me.n aazaadii-e-qalb-o-jigar
Asad Jafri
Nazm
nisbat-e-KHak
vo musht-e-KHaak jise nuur ne kiyaa sajda
KHirad ke nit na.e saa.ncho.n me.n Dhal rahii hai aaj
Himayat Ali Shayar
Nazm
faza-e-hairat
ilaahii is musht-e-par me.n chhup kar adaa se ye kaun gaa rahaa hai
ki dil pe choTe.n lagaa rahaa hai
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
goristan-e-shahi
ruuh-e-musht-e-KHaak me.n zahmat-kash-e-bedaad hai
kuucha gard-e-nai hu.aa jis dam nafas fariyaad hai
Allama Iqbal
Nazm
drawing-room
kab tak mai.n zindaa.n me.n baiThaa
aane vaale kal ko musht-e-KHaak samajh kar