SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ेहन"
Nazm MATCHES FOR "ज़ेहन"
Nazm
ramz
in kitaabo.n ne ba.Daa zulm kiyaa hai mujh par
in me.n ik ramz hai jis ramz kaa maaraa hu.aa zehn
Jaun Eliya
Nazm
tulu-e-islam
ataa momin ko phir dargaah-e-haq se hone vaalaa hai
shikoh-e-turkamaanii zehn hindii nutq aaraabii
Allama Iqbal
Nazm
waqt
KHud apnii aavaaz ho ki maahaul kii sadaa.e.n
ye zehn me.n bantii aur biga.Dtii hu.ii fazaa.e.n
Javed Akhtar
Nazm
hiras
tere pairaahan-e-ra.ngii.n kii junuu.n-KHez mahak
KHvaab ban ban ke mire zehn me.n lahraatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri aawaz
der tak aa.ankho.n me.n chubhtii rahii taaro.n kii chamak
der tak zehn sulagtaa rahaa tanhaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
14-August
vatan thaa zehn me.n zindaa.n nahii.n thaa
chaman KHvaabo.n kaa yuu.n viiraa.n nahii.n thaa
Habib Jalib
Nazm
patthar
meraa ilhaam tiraa zehn-e-rasaa bhii patthar
is zamaane me.n to har fan kaa nishaa.n patthar hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mere school
naa-taraashiida saa hiiraa thaa taraashaa tuu ne
zehn-e-taariik ko baKHshaa hai ujaalaa tuu ne
Munawwar Rana
Nazm
zabta
mire junuu.n ko na pahnaa sakoge tum zanjiir
na ho sakegaa kabhii tum se meraa zehn asiir
Habib Jalib
Nazm
ustad ka DanDa
anDaa khaane se lahuu jism me.n ba.Dh jaataa hai
chust hotaa hai badan zehn nikhar jaataa hai
Syeda Farhat
Nazm
ek lamha
zehn jaag uThtaa hai ruuh jaag uThtii hai
naqsh aadmiyat ke jagmagaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
ban-bas
ghar se laayaa thaa jo kuchh tab-e-ravaa.n zehn-e-rasaa
saath us ke rahe asbaab-e-tabaahii ban kar