SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिंस-ए-ख़िरद-ओ-सब्र"
Nazm MATCHES FOR "जिंस-ए-ख़िरद-ओ-सब्र"
Nazm
bhaarat ke musalman
maz.hab me.n ta.assub to ba.Daa jaur hai pyaare
aql-o-KHirad-o-ilm kaa ye daur hai pyaare
Jagan Nath Azad
Nazm
ayaadat
dars-e-sukuun-o-sabr ba-ii.n ehtamaam-e-naaz
nishtar-zanii-e-jumbish-e-mizhgaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sar-e-tur
aaj dast-e-junuu.n par hai sham-e-KHirad
do jahaa.n jis ke shole se ma.amuur hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
ai aligarh
tere diivaane rahe hai.n kitne hii ahl-e-KHirad
tere zaanuu par sukuu.n kii niind so.e nek-o-bad
Moazzam Ali Khan
Nazm
ramzan aaya
dii hai hame.n KHudaa ne roze kii aisii ne.amat
ahl-e-KHirad samajhte hai.n is kii qadr-o-qiimat
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pachhtawa
jis se Takraa ke gire the kabhii arbaab-e-KHirad
aa.o nazdiik se vo sang-e-giraa.n dekh aa.e.n
Qaisarul Jafri
Nazm
faryaadat
bazm-e-KHirad me.n chhi.D to ga.ii hai dakan kii baat
ab ishq le ke aa.egaa daar-o-rasan kii baat
Jagan Nath Azad
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
ki jaise jins-e-dil-o-jaa.n ga.nvaa ke aa.e hai.n
tamaam naqd-e-siyaadat luTaa ke aa.e hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
terii jins-e-ilm-parvar ke KHariidaaro.n me.n the
jaan-o-dil se tere jalvo.n ke parastaaro.n me.n the
Josh Malihabadi
Nazm
prometheus
agar hunar hai miraa jins-e-kam-ayaar to ho
zamiir-o-dil kii tijaarat pe harf kyuu.n aa.e
Waheed Akhtar
Nazm
sada-e-gumbad-e-be-rauzan-o-dar
taa-ba-hadd-e-KHirad taa-ba-hadd-e-junuu.n
jo bhii hai hech-o-be-maaya hai
Aziz Qaisi
Nazm
aatma tarang
yaa.n jins-e-taGayyur sastii hai
yaa.n KHauf-e-buland-o-pastii hai