SEARCH RESULTS
Showing search results for "जियान"
Nazm MATCHES FOR "जियान"
Nazm
kis ki bad-gumani par
ishq kii kaa.enaat hai hirmaa.n
aarzuu kaa ziyaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
tark-e-wada ki tark-e-KHwab tha wo
us taraf ab ruKH-e-ta.alluq hai
jahaa.n suud-o-ziyaan-e-zaat nahii.n
Akhtar Husain Jafri
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
kiyaa hai tuu ne mataa-e-Guruur kaa saudaa
fareb-e-suud-o-ziyaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
charaaG jin se ziyaa amn-o-aashtii kii mile
charaaG jin se diye be-shumaar raushan huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
lenin
jab tak mai.n jiyaa KHema-e-aflaak ke niiche
kaa.nTe kii tarah dil me.n khaTaktii rahii ye baat
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
garche mil-baiThe.nge ham tum to mulaaqaat ke baa'd
apnaa ehsaas-e-ziyaa.n aur ziyaada hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zauq o shauq
husn-e-azal kii hai numuud chaak hai parda-e-vajuud
dil ke liye hazaar suud ek nigaah kaa ziyaa.n!
Allama Iqbal
Nazm
madam
ham ne har daur me.n tazliil sahii hai lekin
ham ne har daur ke chehre ko ziyaa baKHshii hai