SEARCH RESULTS
Showing search results for "टहनी"
Nazm MATCHES FOR "टहनी"
Nazm
ek aarzu
paanii ko chhuu rahii ho jhuk jhuk ke gul kii Tahnii
jaise hasiin ko.ii aa.iina dekhtaa ho
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
tere ho.nTo.n ke phuulo.n kii chaahat me.n ham
daar kii KHushk Tahnii pe vaare ga.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
status marriage
mai.n use shaadii se pahle an-jalii kahtaa rahaa
niim kii Tahnii ko bhii champaa-kalii kahtaa rahaa
Khalid Irfan
Nazm
des des mein palne wale pyare pyare bachcho
dekho ab na rahne paa.e ek bhii Tahnii KHaalii
tum hii ho taqdiir jahaa.n ke raushan taare bachcho
Amjad Islam Amjad
Nazm
nazm
soch rahaa huu.n kyaa tohfa duu.n
shab ke pe.D se chaa.nd kii Tahnii to.D ke laa.uu.n
Imran Shamshad Narmi
Nazm
kaen kaen kawwa Ten Ten miTThu
ek Tahnii pe baiThe the miTThuu miyaa.n
aa gayaa ek kavvaa bhii u.D kar vahaa.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
tum ja chuki ho
ek Tahnii ko bhii shajar nahii.n kar sakii
mere iraado.n kii shabnam