SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढेरों"
Nazm MATCHES FOR "ढेरों"
Nazm
KHwabon ke byopari
kuchh baKHt me.n Dhero.n kaalak thii
kuchh ab ke Gazab kaa kaal pa.Daa
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
hamaare shahro.n kii majbuur o be-navaa maKHluuq
dabii hu.ii hai dukho.n ke hazaar Dhero.n me.n
Ahmad Faraz
Nazm
pompiye
shahr khodaa to tavaariiKH ke Tuk.De nikle
Dhero.n pathraa.e hu.e vaqt ke safho.n ko ulaT kar dekhaa
Gulzar
Nazm
dilli ki galiyan tin manzar
Dhero.n la.Dke cha.Dhe hu.e hai.n
aur taaro.n ko kaaT rahe hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
jang na hone denge
hathiyaaro.n ke Dhero.n par jin kaa hai Deraa
mu.nh me.n shaantii baGal me.n bam dhoke kaa pheraa
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
ye basti meri basti hai
hamaare us mohalle me.n
KHudaa ke fazl se har samt Dhero.n Dher bachche the
Ishrat Afreen
Nazm
zehn
hamaare zehn se uThtaa dhu.aa.n hai bas
agar ham Gaur se dekhe.n to Dhero.n raaz khulte hai.n
Tripurari
Nazm
kar-nama
KHayaal aayaa funuun-e-latiifa Dhero.n hai.n
sanam-taraashii hai naGmagarii ki naqqaashii
Akhtarul Iman
Nazm
zaKHmi ungliyon se ek nazm
chand achchhe lafzo.n ke badle
Dhero.n mohabbat le jaataa
Fatima Hasan
Nazm
ye teri aankhen
behad KHuubsuurat hai.n ye terii aa.nkhe.n
pal rahe hai.n in me.n Dhero.n KHvaab