SEARCH RESULTS
Showing search results for "तस्कीन-ए-दिल-ए-सोख़्ता-ए-शम्मा"
Nazm MATCHES FOR "तस्कीन-ए-दिल-ए-सोख़्ता-ए-शम्मा"
Nazm
gulha-e-aqidat
kaise kaise aql ko de kar dilaase jaan-e-jaa.n
ruuh ko taskiin dii hai dil ko samjhaayaa bhii hai
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
sham ko raste par
mirii aa.nkho.n ko nazar aataa hai rauzan kaa dhu.aa.n
aur dil kahtaa hai ye duud-e-dil-e-soKHta hai
Meeraji
Nazm
marhum bachche ki yaad
aah ai aaraam-e-jaa.n taskiin-e-dil laKHt-e-jigar
aah ai ghar ke ujaale aah ai nuur-e-nazar
Siraj Lakhnavi
Nazm
nura
vo taskiin-e-dil thii sukuun-e-nazar thii
nigaar-e-shafaq thii jamaal-e-nazar thii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
main pachhta raha hun
sukuun-e-nazar dil kii taskiin-e-bejaa
fareb-e-musalsal diye mai.n ne dil ko
Afzal Peshawari
Nazm
chhabbis january
raKHshaa.n hai hurriyat kaa zebaa-nigaar dil-juu
taskiin-e-qalb muslim aaraam-e-jaan-e-hinduu
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shahr ilm ke darwaze par
kabhii kabhii dil ye sochtaa hai
na jaane ham be-yaqiin logo.n ko naam-e-haidar se rabt kyuu.n hai
Iftikhar Arif
Nazm
aurat
detii hai masarrat kaa dil-e-zaar ko paiGaam
hai ruuh ko taskiin jigar kaa hai ye aaraam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
hum log
dil ke aivaa.n me.n liye gul-shuda sham.o.n kii qataar
nuur-e-KHurshiid se sahme hu.e uktaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
haidar aabaad
fazaa jaa.n-fazaa zarra-zarra hasii.n hai
haqiiqat me.n mulk-e-dakan gul-zamii.n hai