SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताइर-ए-बहिश्त"
Nazm MATCHES FOR "ताइर-ए-बहिश्त"
Nazm
zindagi
kyaa u.Degii vaadii-e-ummiid me.n
taa.ir-e-be-baal-o-par hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
taa.ir-e-zer-e-daam ke naale to san chuke ho tum
ye bhii suno ki naala-e-taa.ir-e-baam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
basant ki aamad
hai.n tarannum-rez yaksar shaaKH-o-barg-o-baar aaj
ban gayaa hai resha resha taar-e-mausiiqaar aaj
Mela Ram Wafa
Nazm
meri shaeri aur naqqad
kaun sayyaad kii nazro.n se bhalaa bachtaa hai
taa.ir-e-gosha-nashii.n! KHuub chahak! KHuub chahak!
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
shama
sayyaad aap halqa-e-daam-e-sitam bhii aap
baam-e-haram bhii taa.ir-e-baam-e-haram bhii aap
Allama Iqbal
Nazm
saut-e-nadida
nii.nd palko.n ke saa.ebaa.n me.n nahii.n
taa.ir-e-KHvaab kar gayaa parvaaz
Yaqoob Tasawwur
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
taa.ir-e-hosh the sab ke larzan
rashk se dekh rahii thii har zan
Akbar Allahabadi
Nazm
hindostan
zarKHez hai saraasar ye gulistaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
'aaftaab' aaj pha.nsaa jaataa hai phir taa.ir-e-dil
haa.e afsos ki sayyaad kaa jaal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
ek aazad tair se
haa.e kyo.n taa.ir-e-aazaad tujhe vahshat hai
meraa hote hu.e bhii mujh se tujhe nafrat hai
Basant Lakhnavi
Nazm
sham ko raste par
mai.n to ik dhyaan kii karvaT le kar
ishq ke taa.ir-e-aavaara kaa bahruup bharuu.ngaa pal me.n
Meeraji
Nazm
dard-e-dil
kyaa zamaana pe khule be-KHabarii kaa mirii raaz
taa.ir-e-fikr me.n paidaa to ho itnii parvaaz