SEARCH RESULTS
Showing search results for "दबानी"
Nazm MATCHES FOR "दबानी"
Nazm
KHun phir KHun hai
sho.ala-e-tund hai KHirman pe lapak saktaa hai
tum ne jis KHuun ko maqtal me.n dabaanaa chaahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
jise dabaane ke baa'd us ko Gadr kahne lage
ye ahl-e-hind bhii hote hai.n kis qadar ma.asuum
Firaq Gorakhpuri
Nazm
girls college ki lari
ye chaltii zamii.n pe nigaahe.n jamaatii
vo ho.nTo.n me.n apne qalam ko dabaatii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
mirii sadaa ko dabaanaa to KHair mumkin hai
magar hayaat kii lalkaar kaun rokegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
biwiyan
aise bahaaduro.n ko dabaatii hai.n biiviyaa.n
phir u.ngliyo.n pe un ko nachaatii hai.n biiviyaa.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
kaise Tahalta hai chand
mai.n harii-bharii pyaas se zarKHez ho jaatii huu.n
aur phuulo.n ko miTTii me.n dabaane lagtii huu.n
Sara Shagufta
Nazm
mohabbat ka abortion
merii qalb-daanii me.n mohabbat kaa hamal Thahar gayaa
vo mere dil kii kokh me.n paltii rahii
Tabassum Zia
Nazm
tawahhum
tund aaho.n ke dabaane me.n vo siine kaa ubhaar
ek yuu.nhii se talaatum ke sivaa kuchh bhii na thaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
raziya-sultana korangi, ke area
ba.Dii KHush-lihaazii se inkaar me.n sar hilaatii
chhapar-khaT pe ammaa.n ke paa.nv dabaatii
Harris Khalique
Nazm
qurb
zamii.n kii tishna dahaanii ke raaz khol gayaa
shafaq ke rang muraado.n kii shab me.n ghol gayaa
Mohsin Ehsan
Nazm
ajaib-KHana
kahii.n kisii surme-daanii me.n
shaayad kabhii mai.n ne apnii aa.nkh chho.D dii thii
Sarwat Zehra
Nazm
suKHanwaran-e-ahd se KHitab
maanaa kii hadiis-e-KHat-o-ruKHsaar ke aage
bekaar hai mashshaa.iiyo.n kii falsafa-daanii
Zafar Ali Khan
Nazm
shararat ka maza
kabhii chaa.e-daanii kaa Dhaknaa uThaatii
vo ye jhaa.nk kar dekhtii is me.n kyaa hai