SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरबान"
Nazm MATCHES FOR "दरबान"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
pindaar ke taajiro bataa.o
darbaan kaa dar qalam kii qiimat
Ahmad Faraz
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
do ishq
garje hai.n bahut shaiKH sar-e-gosha-e-mimbar
ka.Dke hai.n bahut ahl-e-hakam bar-sar-e-darbaar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
majlis-e-millat ho yaa parvez kaa darbaar ho
hai vo sultaa.n Gair kii khetii pe ho jis kii nazar
Allama Iqbal
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
mu.nh ko agarche laTkaa dekhaa
dil darbaar se aTkaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
nama-e-jaanan
sar-e-darbaar sitaada hai.n bayaaze.n le kar
vo jo kuchh dost kabhii saahab-e-kirdaar lage
Ahmad Faraz
Nazm
nilo
ahl-e-sarvat kii ye tajviiz hai sarkash la.Dkii
tujh ko darbaar me.n ko.Do.n se nachaayaa jaa.e
Habib Jalib
Nazm
aana hai to aa rah mein kuchh pher nahin hai
miltaa hai jahaa.n nayaay vo darbaar yahii hai
sansaar kii sab se ba.Dii sarkaar yahii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHatun-e-mashriq
daf.atan guu.njii sadaa phir aalam-e-anvaar me.n
aurte.n duniyaa kii haazir ho.n mire darbaar me.n
Josh Malihabadi
Nazm
husn aur mazduri
baaG teraa kyuu.n jahannam kaa namuuna ho gayaa
aah kyuu.n teraa bharaa darbaar suunaa ho gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
ek aur bhi hai munsif
aisaa na ho ki us ke darbaar me.n pukaare
aisaa na ho ki us ke insaaf kaa taraazuu
Sahir Ludhianvi
Nazm
khilaune
chiinii ke daaroGa jii aur daftii ke darbaan
laa.ii hai.n apne saath hamaare vaaste ye saamaan