SEARCH RESULTS
Showing search results for "दवात"
Nazm MATCHES FOR "दवात"
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
media teraa davaat aur qalam tere hai.n
jitne bhii mulk hai.n dollar kii qasam tere hai.n
Khalid Irfan
Nazm
kursi
yahii savaar araakiin-e-baldiyaat pe hai
isii kaa hukm qalam par kabhii davaat pe hai
Khalid Irfan
Nazm
kal aur aaj
ek taKHtii thii qalam thaa aur davaat
is se zyaada thii kahaa.n ko.ii bhii baat
Betab Alipuri
Nazm
shararat ki putli
kitaab us kii phaa.Dii davaat us kii to.Dii
Garaz ko.ii baaqii sharaarat na chho.Dii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
qalam dawat
shajar se kaT ke jo be-jaan ho ga.ii thii shaaKH
qalam banii to vo dobaara ho ga.ii zinda
Basir Sultan Kazmi
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar miraa harf-e-tasallii vo davaa ho jis se
jii uThe phir tiraa uj.Daa hu.aa be-nuur dimaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
hai magar is naqsh me.n ra.ng-e-sabaat-e-davaam
jis ko kiyaa ho kisii mard-e-KHudaa ne tamaam
Allama Iqbal
Nazm
taswir-e-dard
davaa har dukh kii hai majruuh-e-teG-e-aarzuu rahnaa
ilaaj-e-zaKHm hai aazaad-e-ehsaan-e-rafuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
aa.ii sadaa-e-jibra.iil teraa maqaam hai yahii
ahl-e-firaaq ke liye aish-e-davaam hai yahii