SEARCH RESULTS
Showing search results for "नीलाम"
Nazm MATCHES FOR "नीलाम"
Nazm
chakle
ye kuuche ye niilaam ghar dilkashii ke
ye luTte hu.e kaarvaa.n zindagii ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
har parbat ko har saagar ko
niilaam cha.Dhaate phirte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fankar
aaj dukkaan pe niilaam uThegaa un kaa
tuu ne jin giito.n pe rakhii thii mohabbat kii asaas
Sahir Ludhianvi
Nazm
adna sa basi
kal meraa niilaam kiyaa thaa Gairo.n ne
aaj to mere apne beche dete hai.n
Waseem Barelvi
Nazm
haweli
jis jagah kaTtaa hai sar insaaf kaa iimaan kaa
roz o shab niilaam hotaa hai jahaa.n insaan kaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
jahan zad
mere bachche bhii niilaam kar aa.e.n jaa kar kahii.n
tere kuuzo.n kii maanind baGdaad me.n
Ishrat Afreen
Nazm
ek nazm
valvale ruuh ke niilaam nahii.n ho sakte
husn zillat kaa parastaar nahii.n ho saktaa
Qateel Shifai
Nazm
aaj ke munafiq
kahii.n ba-naam-e-KHushaamad ye bik ga.e be-daam
kahii.n pe bolii thii uu.nchii to ho ga.e niilaam
Nasira Zuberi
Nazm
takiya
maveshii ho ga.e niilaam kyuu.n ye ko.ii kyaa jaane
kachehrii jaane saahuukaar jaane yaa KHudaa jaane
Hafeez Jalandhari
Nazm
purana coat
banaa hai coat ye niilaam kii dukaa.n ke liye
salaa-e-aam hai yaaraan-e-nukta-daa.n ke liye
Syed Mohammad Jafri
Nazm
KHwab
sunaa.uu.n shaa.irii tujh par likhii Gazaalo.n ko
banaa.uu.n lams tiraa itr me.n karuu.n niilaam