SEARCH RESULTS
Showing search results for "पाबंदी"
Nazm MATCHES FOR "पाबंदी"
Nazm
shikwa
muztarib dil sifat-e-qibla-numaa bhii na sahii
aur paabandi-e-aa.iin-e-vafaa bhii na sahii
Allama Iqbal
Nazm
intizar
udaas aa.nkhe.n tirii diid ko tarastii hai.n
bahaar-e-husn pe paabandii-e-jafaa kab tak
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zohd aur rindi
paabandi-e-ahkaam-e-sharii.at me.n hai kaisaa
go sher me.n hai rashk-e-kaliim-e-hamdaanii
Allama Iqbal
Nazm
nazm
lekin apne hone se uktaa jaatii hai
us ko vaqt kii paabandii se kyaa matlab hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
raat sunsan hai
merii aa.nkho.n pe mirii fikr pe paabandii hai
mai.n use chaahuu.n bhii to yaad nahii.n kar saktaa
Mustafa Zaidi
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
laGzish-e-paa me.n hai paabandIi-e-aadaab abhii
apne diivaano.n ko diivaana to ban lene do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lab pe pabandi to hai
lab pe paabandii to hai ehsaas par pahraa to hai
phir bhii ahl-e-dil ko ahvaal-e-bashar kahnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
zimmedari
mai.n samajhtii huu.n ki is kaa ko.ii imkaan nahii.n
lekin school to paabandii se jaa.o beTe
Asna Badr
Nazm
agar aurat kama sakti to
hukm kii paabandii kaa tauq pahan kar
jiivan kii kuTiyaa kaa
Bushra Saeed
Nazm
shauhar ki fariyaad
mere aane par hai paabandii kabhii jaane pe hai
hai kabhii piine pe qadGan aur kabhii khaane pe hai