SEARCH RESULTS
Showing search results for "पेड़"
Nazm MATCHES FOR "पेड़"
Nazm
is waqt to yun lagta hai
aa.nkho.n ke dariicho.n pe kisii husn kii chilman
aur dil kii panaaho.n me.n kisii dard kaa Deraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
javaan raat ke siine pe duudhiyaa aa.nchal
machal rahaa hai kisii KHvaab-e-marmarii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
sab maathe pe gaagar dhartii hai.n
aur apne gharo.n ko jaate hu.e
Akhtar Shirani
Nazm
tu nahin jaanti
tere ho.nTo.n se bahtii hu.ii ye ha.nsii
do-jahaano.n pe naafiz na hone kaa baa.is
Tahzeeb Hafi
Nazm
jugnu
ye shaaKH-saar ke jhuulo.n me.n pe.ng pa.Dte hu.e
ye laakho.n pattiyo.n kaa naachnaa ye raqs-e-nabaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tabdili
gird-o-pesh aur maahaul ko bhuul kar
gaaliyaa.n de.n ha.nse.n haathaa-paa.ii kare.n
Akhtarul Iman
Nazm
hinDola
isii zamiin pe khelaa hai 'raam' kaa bachpan
isii zamiin pe un nanhe nanhe haatho.n ne
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
mai.n ne ik pe.D pe jo naam likhaa thaa apnaa
kuchh dino.n zaKHm ke maanind vo taaza hogaa
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
sham
is tarah hai ki har ik pe.D ko.ii mandir hai
ko.ii uj.Daa hu.aa, be-nuur puraanaa mandir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
titliyaa.n naachtii hai.n
phuul se phuul pe yuu.n jaatii hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
KHvaab thaa aa.nkh khulte hii ojhal hu.aa
pe.D thaa rut badalte hu.aa be-samar