SEARCH RESULTS
Showing search results for "पैमान-ए-वफ़ा"
Nazm MATCHES FOR "पैमान-ए-वफ़ा"
Nazm
bewa
aaj le rishta-e-paimaan-e-vafaa TuuT gayaa
tujh se ab tere tasavvur kaa KHudaa ruuTh gayaa
Rahmat Amrohvi
Nazm
dushmanon ke darmiyan sulh
tere paiGaam-rasaa.n hai.n shaayad
aur paimaan-e-vafaa laa.e hai.n
Ejaz Gul
Nazm
haar jit
merii ban jaane pe aamaada hai vo jaan-e-hayaat
jo kisii aur se paimaan-e-vafaa rakhtii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
maut
sard paimaan-e-vafaa sard hu.ii aatish-e-shauq
sard jazbaat kaa tuufaan KHamosh
Zahida Zaidi
Nazm
ai mere sare logo
is se pahle bhii to paimaan-e-vafaa TuuTe the
shiisha-e-dil kii tarah aa.iina-e-jaa.n kii tarah
Ahmad Faraz
Nazm
pyar ka jashn
kaa.npte ho.nTo.n pe paimaan-e-vafaa kyaa kahnaa
tujh ko laa.ii hai kahaa.n laGzish-e-paa kyaa kahnaa
Kaifi Azmi
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
mahrumi
tuu bhii taqdiir nahii.n dard bhii paa.inda nahii.n
tujh se vaabasta vo ik ahd vo paimaan-e-vafaa
Akhtarul Iman
Nazm
raat phir dard bani
kahii.n TuuTe hu.e paimaan-e-vafaa jo.Dtii hai
mauj-e-mai ban ke chhalak pa.Dtii hai paimaano.n se
Zubair Rizvi
Nazm
KHan-e-matruk
paimaan-e-vafaa baa.ndhaa thaa mai.n ne un se
ab takte hai.n hairat se dar-o-baam mujhe
Muneebur Rahman
Nazm
major-ishaq ki yaad mein
lo tum bhii ga.e ham ne to samjhaa thaa ki tum ne
baa.ndhaa thaa ko.ii yaaro.n se paimaan-e-vafaa aur
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir na aana
ab agar lauT bhii aa.e to ba-sad-‘ijz-o-niyaaz
aur baa.ndhe tar-o-taaza ko.ii paimaan-e-vafaa