SEARCH RESULTS
Showing search results for "प्यार"
Nazm MATCHES FOR "प्यार"
Nazm
jawab-e-shikwa
kis qadar tum pe giraa.n sub.h kii bedaarii hai
ham se kab pyaar hai haa.n nii.nd tumhe.n pyaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n pyaar hotaa hai bevpaar ban kar
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
tirii aa.nkho.n kii udaasii tere siine kii jalan
merii dil-juu.ii mire pyaar se miT jaa.egii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi ye kaise batae
tum masarrat kaa kaho yaa ise Gam kaa rishta
kahte hai.n pyaar kaa rishta hai janam kaa rishta
Kaifi Azmi
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
tum kis kaa lahuu piine aa.e
ham pyaar sikhaane vaale hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mata-e-ghair
pyaar par bas to nahii.n hai miraa lekin phir bhii
tuu bataa de ki tujhe pyaar karuu.n yaa na karuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dard aaega dabe panw
lutf kii baat kahii.n pyaar kaa iqraar kahii.n
dil se phir hogii mirii baat ki ai dil ai dil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
mere maathe pe tiraa pyaar damaktaa hai abhii
merii saa.nso.n me.n tiraa lams mahaktaa hai abhii
Parveen Shakir
Nazm
hiras
mai.n jise pyaar kaa andaaz samajh baiThaa huu.n
vo tabassum vo takallum tirii aadat hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab nahin dekha hai
muskuraate hu.e chehre kii Gazal KHvaanii kaa
teraa ho jaane tire pyaar me.n kho jaane kaa