SEARCH RESULTS
Showing search results for "बहार-ए-गुलशन-ए-उम्मीद"
Nazm MATCHES FOR "बहार-ए-गुलशन-ए-उम्मीद"
Nazm
gandhi ji
har ek phuul ko apne lahuu kaa rang diyaa
bahaar-e-gulshan-e-amn-o-amaa.n the gaa.ndhii jii
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
Tipu ki aawaz
maaraa hu.aa huu.n go KHalish-e-intizaar kaa
mushtaaq aaj bhii huu.n payaam-e-bahaar kaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
fazaa mahakne lagii dil-navaaz phuulo.n se
dayaar-e-hind me.n fasl-e-bahaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
hubb-e-watan
kirdaar pe mauquuf hai qaumo.n kii taraqqii
kartaa hai 'bahaar' aaj tumhe.n mahram-e-asraar
Ameer Chand Bahar
Nazm
shair ke irade
ahl-e-jafaa se jang javaano.n kaa farz hai
is farz ko 'bahaar' nibhaa kar rahuu.ngaa me.n
Ameer Chand Bahar
Nazm
ibham dida
tire sar pe ko.ii ilzaam aa.ed ho
ki tuu bhii andaliib-e-gulshan-e-naa-aafriida hai
Wahab Danish
Nazm
KHak-e-gulshan
KHaak-e-gulshan kii azmato.n kii qasam
ab bhii ta.amiir gulsitaa.n kar lo
Zubair Ahmad Hilal
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dosto qaafila-e-dard kaa ab kyaa hogaa
ab ko.ii aur kare parvarish-e-gulshan-e-Gam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shri guru-nanak
kyuu.n mahak uThtaa na KHushbuu se dimaaG-e-aalam
nighat-e-gulshan-e-israar guruu-naanak the
Shatir Amritsari
Nazm
raqqasa-e-hayat se
ho kar jumuud-e-gulshan-e-jannat se be-niyaaz
dozaKH ke be-panaah sharaaro.n pe raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
15 august
har suu hai bahaar-e-maah-e-august
hai dil me.n qaraar-e-maah-e-august
Shaukat Pardesi
Nazm
hindi
ye gulshan-e-vatan kii kahlaatii hai dulaarii
hindii zabaa.n hamaarii lagtii hai ham ko pyaarii
Aqeel Siddqui Maahir
Nazm
dilli pe qurban
bahaar-e-be-KHizaa.n dillii pe qurbaa.n
nishaat-e-jaavedaa.n dillii pe qurbaa.n
Izhaar Malihabadi
Nazm
taj
sub.h-e-jannat kii sabaahat is me.n hai
shaam-e-gulshan kii lataafat is me.n hai