SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-ख़ौफ़"
Nazm MATCHES FOR "बे-ख़ौफ़"
Nazm
walid
ab mai.n kaise rahuu.n be-KHauf-o-KHatar
saamne laakho.n dukh kha.De hai.n satar
Noor N Sahir
Nazm
do gadhe
raasta bhaTke hu.e the vo magar
jaa rahe the phir bhii be-KHauf-o-KHatar
Ghulam Khwaja Moinuddin Yateem
Nazm
shair
fitratan aazaad be-KHauf-o-KHatar bebaak hai
zindagii detii hai.n us ko zindagii kii talKHiyaa.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
zara sabr!
naav ma.njdhaar se be-KHauf-o-KHatar khelegii
naaKHudaa barbat-e-tuufaa.n pe rajaz-KHvaa.n ho.nge
Shorish kashmiri
Nazm
marhum bachche ki yaad
raat jangal kii udaasii har taraf taariik ghar
chain se sonaa tumhaaraa ho ke be-KHauf-o-KHatar
Siraj Lakhnavi
Nazm
KHush-KHurak
kofte hasb-e-liyaaqat ek lassii kaa gilass
khaa ga.e aur pii ga.e mausuuf be-KHauf-o-hiraas
Khalid Irfan
Nazm
laDaku chiDa
jab ko.ii kaam na hogaa use la.Dne ke sivaa
saa.ns bhii le na sakegaa kabhii be-KHauf-o-hiraas
Kaif Moradaabadi
Nazm
adl-e-jahangiri
mufti-e-diin ne be-KHauf-o-KHatar saaf kahaa
shar.a kahtii hai ki qaatil kii u.Daa do gardan
Shibli Nomani
Nazm
raat aur rail
al-Garaz u.Dtii chalii jaatii hai be-KHauf-o-KHatar
shaa.ir-e-aatish-nafas kaa KHuun khaulaatii hu.ii