SEARCH RESULTS
Showing search results for "मोहर-ब-लब"
Nazm MATCHES FOR "मोहर-ब-लब"
Nazm
ek purana shahr
mohr-ba-lab viiraan dariiche darvaaze sunsaan
duur pahaa.Do.n kii choTii par shaahii goristaan
Makhmoor Saeedi
Nazm
apna shahr
kivaa.D mohr-ba-lab
gharo.n me.n mayyate.n Thahrii hu.ii hai.n barso.n se
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
KHwab KHwab ujla mandir tanha chand
niilii sii havaa jo mohar-ba-lab
KHvaab KHvaab ujlaa mandir tanhaa chaa.nd
Akhtar Yusuf
Nazm
ajnabi
paa-barahna nazar-aavaara tan-afgaar KHamosh
dard se mohr-ba-lab suurat-e-diivaar KHamosh
Shaz Tamkanat
Nazm
qatl-e-aftab
KHamoshii mohr-ba-lab hai kisii sadaa ke liye
udaasiyaa.n hai.n ye sab naGma-o-navaa ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
night-club
ruKH-e-tahziib pasiine me.n sharaabor hu.aa
ilm hai sar-ba-garebaa.n o adab mohr-ba-lab
Saleem Betab
Nazm
aagahi ke virane
sar niguu.n mohr-ba-lab pahle to kuchh der jalii.n
taab baaqii na rahii jab to siyah-posh hu.ii.n
Ali Abbas Ummeed
Nazm
sar-e-sham
abhii se kyuu.n mire naale labo.n pe suukh ga.e
abhii se mohr-ba-lab kyuu.n hu.ii navaa-e-KHarosh
Sajida Zaidi
Nazm
hazar karo mere tan se
har ik kashiid hai sadiyo.n ke dard o hasrat kii
har ik me.n mohr-ba-lab Gaiz o Gam kii garmii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
garche vo had-e-manaasib se ba.Dhaa jaataa thaa
sab ke sab mohr-ba-lab the che inaas o che zakuur
Shibli Nomani
Nazm
shahidon ko salam
taa-umr yuu.n to mohr-ba-lab hii rahe magar
afsaana-e-bulandii-e-kirdaar kah ga.e
Nazish Partap Gadhi
Nazm
gharib shahr
javaan jism jhulaste hai.n us ke sho.alo.n me.n
magar ye jaan ke har ik javaa.n hai mohr-ba-lab
Aziz Qaisi
Nazm
nazar-nazar mein Dar kar dil-o-jigar pe war kar
na baiTh yuu.n muhr-ba-lab bataa de dil kii baat sab
zabaa.n se hai muhaal to nazar se aashkaar kar