SEARCH RESULTS
Showing search results for "रहबर"
Nazm MATCHES FOR "रहबर"
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
pyaar kii aaKHirii puu.njii bhii luTaa aayaa huu.n
apnii hastii ko bhii lagtaa hai miTaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
zabta
daroG-go.ii ko sachchaa.ii kaa payaam kahuu.n
jo raahzan hai use rahbar-e-avaam kahuu.n
Habib Jalib
Nazm
bint-e-hawwa
mujh ko hai faKHr ki us qaum se nisbat hai mirii
faatima mariyam-o-siitaa sii hai.n rahbar jis kii
Hina Rizvi
Nazm
tumhaari yaad
raat ke surma.ii a.ndhero.n me.n
saa.ns lete hu.e savero.n me.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
alwida
hamaare zehn kii taKH.iil kii ehsaas kii saathii
hamaare zauq kii rahbar hamaarii aql kii haadii
Abdul Ahad Saaz
Nazm
aurat
duniyaa ke liye tohfa-e-naayaab hai aurat
afsaana-e-hastii kaa hasii.n baab hai aurat
Rahbar Jaunpuri
Nazm
fareb
rahbar-e-qaum kii naakaara qayaadat kaa fareb
ham ne aazurdagii-e-shauq ko manzil jaanaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
ustad hamare
rahbar bhii ye hamdam bhii ye Gam-KHvaar hamaare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare
Mohammad Asadullah
Nazm
mustaqbil
ik ik kar ke saare saathii chho.D ga.e
mujh se mere rahbar bhii mu.nh mo.D ga.e
Habib Jalib
Nazm
jashn ka din
tamiiz-e-rahbar-o-rahzan karo na aaj ke din
har ik se haath milaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
tere rahbar tujhe marne ke liye chho.D chale
arz-e-ba.ngaal! unhe.n Duubtii saa.nso.n se pukaar