SEARCH RESULTS
Showing search results for "राह-ए-इश्क़"
Nazm MATCHES FOR "राह-ए-इश्क़"
Nazm
dil-ashob
yuu.n kahne ko raahe.n mulk-e-vafaa kii ujaal gayaa
ik dhund milii jis raah me.n paik-e-KHayaal gayaa
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
nakaam ishq
raah-e-ulfat pe chal ke dekho to
apne Gam se nikal ke dekho to
Faisal Qadri Gunnauri
Nazm
chaaragar
rah-e-ishq kii intihaa chaahtaa huu.n
junuu.n saa ko.ii rahnumaa chaahtaa huu.n
Darshan Singh
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
zindagi se Darte ho
zaat kii sadaa aa.ii
raah-e-shauq me.n jaise raah-rau kaa KHuu.n lapke
Noon Meem Rashid
Nazm
tawaif aur afsar
ik tavaa.if ne kahaa raat ye ik afsar se
qaabil-e-izzat-o-tauqiir huu.n mai.n yaa tum ho
Kausar Allahabadi
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jin kii raah-e-talab se hamaare qadam
muKHtasar kar chale dard ke faasle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
idrak
ziist ke duusre raasto.n kii tarah
raah-e-kaar-e-junuu.n itnii aasaa.n nahii.n
Mubeen Mirza
Nazm
gang-o-jaman
gum ho ga.ii hai aa ke jahaa.n raah-e-kuu-e-dost
laayaa bhii to mujhe miraa diivaana-pan kahaa.n
Shatir Hakeemi
Nazm
istifsar
rah-e-ishq me.n vasl hogaa kahaa.n par
ye dariyaa ke dono.n kinaaro.n se puuchho