SEARCH RESULTS
Showing search results for "रेग-ए-सर-ए-राह"
Nazm MATCHES FOR "रेग-ए-सर-ए-राह"
Nazm
husn-e-sar-e-rah
guzar rahaa hai idhar se to muskuraataa jaa
khile nahii.n hai.n jo Gunche unhe.n khilaataa jaa
Jauhar Nizami
Nazm
sar-e-rah
lamha bhar ke liye chalte chalte qadam ruk ga.e
KHuun ke taaza taaza nishaa.n chho.D kar
Sahar Ansari
Nazm
KHayal-e-KHatir
mai.n charaaG-e-sar-e-manzil huu.n mujhe jalne de
merii KHaatir tuu na kar aish-e-bahaaraa.n se gurez
Sadiq Naqvi
Nazm
katik ka chand
ye ba.Daa chaa.nd chamaktaa hu.aa chehra khole
baiThaa rahtaa hai sar-e-baam-e-shabistaa.n shab ko
Ibn e Insha
Nazm
dil-ashob
yuu.n kahne ko raahe.n mulk-e-vafaa kii ujaal gayaa
ik dhund milii jis raah me.n paik-e-KHayaal gayaa
Ibn e Insha
Nazm
KHak-e-dil
ye mire pyaar kaa madfan hii nahii.n hai tanhaa
dekh ik sham-e-sar-e-raah-guzar chaltii hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
fareb
apnii hii gard-e-sar-e-raah ko mahmil jaanaa
gardish-e-halqa-e-gardaab ko saahil jaanaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
saheli bujh paheli
parcham sar-e-maidaan-e-viGaa khol rahaa hai
mansuur ke parde me.n KHudaa bol rahaa hai
Shorish kashmiri
Nazm
mashwara
tum sar-e-shaaKH-e-saman baaG me.n aayaa na karo
baaG me.n manchale bhau.nre bhii u.Daa karte hai.n
Salam Machhli shahri
Nazm
nawed-e-safar
mai.n bhii kuchh KHvaab sar-e-shahr-e-tamnnaa le kar
sar me.n irfaan-e-Gam-e-zaat kaa saudaa le kar
Badr Wasti
Nazm
ye yaqin ye guman
kanaar-e-aab sar-e-shaam aa ke baiThaa huu.n
nazar me.n sabr se begaana ik samundar hai
Daud Ghazi
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-vatan aabruu-e-aalam-e-KHaak
ye sar-zamiin-e-vatan gulshan-e-bahaar-e-hayaat
Rifat Sarosh
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the