SEARCH RESULTS
Showing search results for "लेवा"
Nazm MATCHES FOR "लेवा"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bahut hai zulm ke dast-e-bahaana-juu ke liye
jo chand ahl-e-junuu.n tere naam-levaa hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sarmaya-dari
qayaamat is ke Gamze jaan-levaa hai.n sitam is ke
hamesha siina-e-muflis pe pa.Dte hai.n qadam is ke
Asrarul Haq Majaz
Nazm
punjab
naam-levaa jin ke tum ho un kii siirat be-misaal
un kii jur.at be-misaal un kii shujaa.at be-misaal
Arsh Malsiyani
Nazm
aawaz ke sae
ye karb-e-jaan-levaa kab talak
rihaa.ii kab milegii is ummiid-o-naa-umiidii se
Qamar Jahan Naseer
Nazm
shyam ki yaad
naam-levaa tire duniyaa se miTe jaate hai.n
jaa.n-ba-lab hai.n tirii aa.nkho.n ke sitaare mohan
Aaftab Rais Panipati
Nazm
nadi ki fariyaad
dam ghuT rahaa hai meraa badbuu hai jaan levaa
girtaa hai mujh me.n aa ke shahro.n kaa ganda naala
Kausar Siddiqi
Nazm
na-malum ka zarar
kabuutar kii tarah aa.nkhe.n muu.nd lene se kyaa hogaa
udaasii aur us kaa karb jaan levaa hai
Sidra Afzal
Nazm
shahr-e-nawa
kitnii jaa.n levaa masaafate.n tai kar ke use
is vaadii ke daaman me.n milaa