SEARCH RESULTS
Showing search results for "शौक़-ए-शहादत"
Nazm MATCHES FOR "शौक़-ए-शहादत"
Nazm
saliben
magar ham me.n shauq-e-shahaadat nahii.n hai
nizaam-e-Galat se baGaavat nahii.n hai
Sohan Rahi
Nazm
aawara sajde
ek zaKHm aisaa na khaayaa ki bahaar aa jaatii
daar tak le ke gayaa shauq-e-shahaadat mujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
id-e-ramzan
dars-e-insaaniyat jis se miltaa hai 'shauq'
iid-e-ramzaa.n hai amn-o-amaa.n kaa nishaa.n
Momin Khan Shauq
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
bahadur-shah zafar
tuu ne diivaano.n ko ik jazba-e-vahdat baKHshaa
tere marqad ne unhe.n shauq-e-shahaadat baKHshaa
Shamsii Meenai
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
laa ko.ii naGma ko.ii saut tirii umr daraaz
nauha-e-Gam hii sahii shor-e-shahaadat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
punjab
laajpat-raa.e yahii.n jaam-e-shahaadat pii ga.e
jaane kitne qaum kii KHaatir mare aur jii ga.e
Arsh Malsiyani
Nazm
sach
abu-jehl ke raaste par chal pa.De ho.n
kahii.n aisaa to nahii.n falsafa-e-shahaadat kaa dars
Injila Hamesh
Nazm
udaipur
jis kii KHaatir pii ga.e jaam-e-shahaadat suurmaa
raajputo.n kaa vo ka.aba dekhne aayaa huu.n mai.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
nae sal ki pahli nazm
a.ngushtaa ne ik ik kar ke chhalnii hone ko aa.e
ab baarii a.ngusht-e-shahaadat kii aane vaalii hai
Parveen Shakir
Nazm
dua
jiite jii dikhaa mujh ko sadaa raah-e-sadaaqat
maut aane pe mauqa-e-shahaadat mujhe de de
Sada Ambalvi
Nazm
jaliyan-wala bagh
raqsaa.n hai jahaa.n jashn-e-shahaadat 'hindii'
vo jalva-gah-e-naaz hai jaliyaa.n-vaalaa