SEARCH RESULTS
Showing search results for "साक़ी"
Nazm MATCHES FOR "साक़ी"
Nazm
shikwa
ham to jiite hai.n ki duniyaa me.n tiraa naam rahe
kahii.n mumkin hai ki saaqii na rahe jaam rahe
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaa
lahro.n se kheltaa hu.aa lahraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
nauha
saaqii se gilaa thaa tumhe.n mai-KHaane se shikva
ab zahr se bhii pyaas bujhaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii saaqii ne suraahii ko diyaa izn-e-KHiraam
bazm kii bazm pukaaregii ki aaGaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
roTiyan
ThaTThaa ha.nsii sharaab sanam saaqii is sivaa
sau sau tarah kii dhuum machaatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ruu-e-mubii.n na gesuu-e-sumbul-qavaam hai
vo barhaman kii sub.h ye saaqii kii shaam hai
Josh Malihabadi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
mahfil un kii saaqii un kaa
aa.nkhe.n merii baaqii un kaa