SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुझाव"
Nazm MATCHES FOR "सुझाव"
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
tuu ne hii bataa.ii hame.n har KHvaab kii ta.abiir
tuune hii sujhaa.ii Gam-e-dil-giir kii tasKHiir
Noon Meem Rashid
Nazm
aaKHiri lamha
kaun hai ye bhii sujhaa.ii nahii.n detaa mujh ko
sirf sannaaTe kii aavaaz chalii aatii hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ustad hamare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare
taariik ho.n raahe.n to yahii raah sujhaa.e.n
Mohammad Asadullah
Nazm
na-rasai
ko.ii nahii.n jo baat sujhaa.e kaise ho.n saamaan
bhagvan mujh ko raah dikhaa de mujh ko de de gyaan
Meeraji
Nazm
adam ka KHala
shikaar kii naa-tavaa.n nazar ko sujhaa rahaa hai
har ek shai se miraa nishaan-e-adam ayaa.n hai
Meeraji
Nazm
basant aur holi ki bahaar
kaano.n me.n kunlo.n kii chamak hai ja.Daav se
raadhaa lajaa.ii jaatii hai chanchal subhaav se
Ufuq Lakhnavi
Nazm
shab-KHun
mujh ko havaa ne baat sujhaa.ii ajiib sii
baadal me.n ek shakl dikhaa.ii ajiib sii
Muneer Niyazi
Nazm
aamin
raat ke aaKHirii hisse kii siyaahii gahrii
haath ko haath sujhaa.ii nahii.n detaa phir bhii
Adil Mansuri
Nazm
aagahi ka qatra qatra zahr
mujhe bataa.o ki mai.n kahaa.n huu.n
mujhe sujhaa.o mai.n kaun huu.n kyaa huu.n aur kyuu.n huu.n
Mubarak Akmal Gilani
Nazm
sang-abaad ki ek dukan
Gaur se dekhiye kyaa kyaa na sujhaa.ii degaa
dar-o-diivaar pe peshaaniyaa.n zaKHm-aaluuda
Shaz Tamkanat
Nazm
hatheli ka chand
zindagii ke in ghaTaa-Top a.ndhero.n me.n
jab haath ko haath sujhaa.ii nahii.n detaa thaa