SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ए-करिश्मा-साज़"
Nazm MATCHES FOR "हुस्न-ए-करिश्मा-साज़"
Nazm
ahsan taqwim
tahziib-o-tamaddun kaa sabaq ham ne pa.Dhaayaa
har husn-e-jahaa.n-saaz kii iijaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
uTho ki kaa.np rahii hai navaa-e-saaz-e-Gazal
uTho ki maa.nd na ho jaa.e husn-e-taaj-mahal
Nazish Partap Gadhi
Nazm
golkunDa ke sae mein
golkunDaa husn-e-tahziib-o-tamaddun kaa dayaar
azmat-e-afsaana-e-hastii kii zinda yaadgaar
Khurshid Ahmad Jami
Nazm
dilli se wapsi
ma.abad-e-husn-o-mohabbat baargaah-e-soz-o-saaz
tere but-KHaane hasii.n tere kaliisaa dil-navaaz
Asrarul Haq Majaz
Nazm
husn-e-qubul
garaj rahaa hai siyah mast piil paikar-e-abr
udaas koh kii choTii pe ek tanhaa pe.D
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
KHizan ke git
uThaa.o saaz ki abr-e-bahaar baaqii hai
abhii to bazm me.n kaif-o-KHumaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
husn-o-ishq
mujh se mat puuchh ''mire husn me.n kyaa rakkhaa hai''
aa.nkh se parda-e-zulmaat uThaa rakkhaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
imtiyaz
dil aaj sarf-e-naaz kiye jaa rahaa huu.n mai.n
paabandii-e-niyaaz kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Noor Ludhiyanwi
Nazm
mirza-ghaalib
guu.nj uTThaa tere naGmo.n se hariim-e-hsun-o-naaz
aaj tak mahfuuz hai har dil me.n teraa soz-o-saaz
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
mutriba saz uTha
mutriba saaz uThaa raat chalii jaa.egii
phir vahii giit sunaa raat chalii jaa.egii
Mehr Zarreen
Nazm
shikast-e-saz
mai.n ne gul-rez bahaaro.n kii tamannaa kii thii
mujhe afsurda nigaaho.n ke sivaa kuchh na milaa
Ada Jafarey
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaaraa husn javaa.n hai to mehrbaa.n hai falak
tumhaaraa dam hai to dam-saaz hai havaa-e-vatan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
khoe hue lamhe
vo mai-kada-e-husn pe umDaa hu.aa baadal
barsaat kii raato.n me.n vo bajtaa hu.aa chhaagal