SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ए-सरापा"
Nazm MATCHES FOR "हुस्न-ए-सरापा"
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
aa.iino.n me.n husn-e-shikasta dekh rahii hai
kitne chehre TuuTe TuuTe
Ibn e Insha
Nazm
bhagwan krishn ki taswir dekh kar
tuu hii jaane kahaa.n le aa.ii mujh ko aarzuu terii
ye manzil ab saraapaa be-KHudii mahsuus hotii hai
Kanval M. A
Nazm
katik ka chand
ham to is shahr me.n tanhaa hai.n, hamii.n se bole
kaun is husn ko dekhegaa ye is se puuchho
Ibn e Insha
Nazm
ehtimam-e-huzuri
KHud husn ne diyaa bhii nahii.n hai javaab-e-ishq
aur ishq hai ki husn-e-saraapaa abhii se hai
Kaif Moradaabadi
Nazm
saqi-e-mai-KHana
teraa ye saraapaa hai
'haafiz' kii Gazal-go.ii 'aazaad' kii goyaa.ii
Ahmad Fakhir
Nazm
dil-e-pur-KHun
husn-e-KHud-aaraa-o-KHud-bii.n kii dil-aaraa.ii pe
ishq-e-maKHmuur kii jaa.n-sozii-o-tanhaa.ii pe
Ekram Khawar
Nazm
taghayyur
ye saraapaa jo ko.ii ajnabii dikhtaa hai mujhe
us me.n guzre hu.e ehsaas kaa resha bhii nahii.n
Ajay Sahaab
Nazm
golkunDa ke sae mein
golkunDaa husn-e-tahziib-o-tamaddun kaa dayaar
azmat-e-afsaana-e-hastii kii zinda yaadgaar
Khurshid Ahmad Jami
Nazm
sharare
mujrim-e-sartaabii-e-husn-e-javaa.n ho jaa.iye
gul-fishaanii taa-kujaa shola-fishaa.n ho jaa.iye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
guru-nanak dev ji
tire jamaal se ai aaftaab-e-nankaana
nikhar nikhar gayaa husn-e-shu.uur-e-rindaana
Darshan Singh
Nazm
gham ka aahang hai
partav-e-husn-e-dil-aaraam liye
phir tire dhyaan me.n baiThaa huu.n
Akhtar Ziai
Nazm
bayaad-e-shamim kirhani
KHush-dilii mehrbaaniyaa.n shafqat
husn-e-shabnam-mizaajiyaa.n nik.hat
Nazish Partap Gadhi
Nazm
qutub-minar
teraa maskan arz-e-dillii rashk-e-husn-e-koh-e-qaaf
chaa.nd-suuraj roz tere gird karte hai.n tavaaf
Rahbar Jaunpuri
Nazm
jangal ki aag
husn-e-ashjaar ke matvaalo.n ko
husn-e-insaa.n nazar aataa hii nahii.n