SEARCH RESULTS
Showing search results for ".azn"
Nazm MATCHES FOR ".azn"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast-e-tauba
piitaa baGair izn ye kab thii mirii majaal
dar-parda chashm-e-yaar kii shah paa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii saaqii ne suraahii ko diyaa izn-e-KHiraam
bazm kii bazm pukaaregii ki aaGaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
tumhein kya
KHushbuu tumhaare pairahan kii har shikan se
izn le kar har taraf vahshat luTaatii thii
Mohsin Naqvi
Nazm
man tere jaane ke baad
daf.atan izn-e-safar par KHalaq hairaa.n ho ga.ii
zindagii bhii ek lamha ko pareshaa.n ho ga.ii
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
jashn-e-id
ba-naam-e-izn-e-takallum ba-naam-e-jabr-e-sukuut
kisii ne ho.nT chabaa.e kisii ne giit bune
Shakeb Jalali
Nazm
teri hansi
falak kaa ek taqaazaa thaa ibn-e-aadam se
sulag sulag ke rahe aur palak jhapak na sake
Mustafa Zaidi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
izn-e-sajda pe kamar taKHta na ho jaa.e kahii.n
khokhle lafzo.n me.n lohaa to nahii.n bhar sakte
Adil Mansuri
Nazm
ajnabi
izn-e-fariyaad nahii.n ruKHsat-e-goyaa.ii nahii.n
duur us paar shafaq rang guphaa.o.n se pare
Shaz Tamkanat
Nazm
khel
laGziida qadam izn-e-KHirad maa.ng rahe hai.n
duzdiida nigaaho.n me.n hayaa khel rahii hai
Shorish kashmiri
Nazm
dar-madh-am
bole ki raaz-vaaz to kuchh bhii nahii.n hai bas
sunday kii shaam paa.nch baje izn-e-aam hai
Khalid Mahmood
Nazm
ye raat hogi tawil kitni
na.ii sahar kaa payaam degii
labo.n ko izn-e-kalaam degii
Firoz Natiq Khusro
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
yaad rah jaa.egii is sehn ko ye shaam-e-fusuu.n
jal ga.ii thii.n ka.ii an-dekhii suhaanii sham.e.n