SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gean"
Nazm MATCHES FOR ".gean"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab zulm-o-sitam ke koh-e-giraa.n
ruu.ii kii tarah u.D jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
kis qadar tum pe giraa.n sub.h kii bedaarii hai
ham se kab pyaar hai haa.n nii.nd tumhe.n pyaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
chand roz aur meri jaan
ham ko rahnaa hai pe yuu.nhii to nahii.n rahnaa hai
ajnabii haatho.n kaa be-naam giraa.n-baar sitam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
apnii aa.nkho.n me.n liye daavat-e-KHvaab aatii thii
sa.ng ko gauhar-e-naayaab-o-giraa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mata-e-ghair
zindagii yuu.n to hamesha se pareshaan sii thii
ab to har saa.ns giraa.n-baar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
vo jinhe.n taab-e-giraa.n-baarii-e-ayyaam nahii.n
un kii palko.n pe shab o roz ko halkaa kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
ab bhii mahbuub-e-jahaa.n hai
shaa.erii shoriid-gaan-e-ishq ke vird-e-zabaa.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
shikast
rah gayaa dab ke giraa.n-baar salaasil ke tale
merii darmaa.nda javaanii kii uma.ngo.n kaa KHarosh
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramaen ka ek sin
akasr riyaaz karte hai.n phuulo.n pe baaGbaa.n
hai din kii dhuup raat kii shabnam unhe.n giraa.n