SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kmha"
Nazm MATCHES FOR ".kmha"
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
kyaa kahaa us ne mujhe yaad nahii.n hai lekin
itnaa ma.aluum hai KHvaabo.n kaa bharam TuuT gayaa!
Parveen Shakir
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
parinde ki fariyaad
jab se chaman chhuTaa hai ye haal ho gayaa hai
dil Gam ko khaa rahaa hai Gam dil ko khaa rahaa hai
Allama Iqbal
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ruuh kyaa hotii hai is se unhe.n matlab hii nahii.n
vo to bas tan ke taqaazo.n kaa kahaa maante hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
zardaar-e-be-navaa hai so hai vo bhii aadmii
nemat jo khaa rahaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye tum ne Thiik kahaa hai tumhe.n milaa na karuu.n
magar mujhe ye bataa do ki kyuu.n udaas ho tum