SEARCH RESULTS
Showing search results for ".oyin"
Nazm MATCHES FOR ".oyin"
Nazm
jawab-e-shikwa
hai ayaa.n yurish-e-taataar ke afsaane se
paasbaa.n mil ga.e ka.abe ko sanam-KHaane se
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
haqiiqat hu.ii jaise mujh par ayaa.n
qalam ban gayaa hai KHudaa kii zabaa.n
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiras
mai.n sulagte hu.e raazo.n ko ayaa.n to kar duu.n
lekin un raazo.n kii tash.hiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
intizar
guzar rahe hai.n shab o roz tum nahii.n aatii.n
riyaaz-e-ziist hai aazurda-e-bahaar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
self made logon ka alamiya
vaqt par nahii.n miltii.n vaqt par nahii.n aatii.n
yaanii un ko mehnat kaa ajr mil to jaataa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
ramayan ka ek scene
dard-e-dil-e-Gariib jo sarf-e-bayaa.n hu.aa
KHuun-e-jigar kaa rang suKHan se 'ayaa.n hu.aa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mulaqat
jo ho na sakii baat vo chehro.n se ayaa.n thii
haalaat kaa maatam thaa mulaaqaat kahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
KHak-e-hind
tere jabii.n se nuur-e-husn-e-azal ayaa.n hai
allaah-re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-izz-o-shaa.n hai