SEARCH RESULTS
Showing search results for ".wah"
Nazm MATCHES FOR ".wah"
Nazm
ek makDa aur makkhi
mak.De ne kahaa vaah farebii mujhe samjhe
tum saa ko.ii naadaan zamaane me.n na hogaa
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
maah o anjum bhii hu.e jaate hai.n majbuur-e-sujuud
vaah aaraam-gah-e-malika-e-ma.abuud-mizaaj
Kaifi Azmi
Nazm
rishwat
to.nd vaalo.n kii to ho aa.iina-daarii vaah vaa
aur ham bhuuko.n ke sar par chaa.nd-maarii vaah vaa
Josh Malihabadi
Nazm
paisa
saath ik dost ke ik din jo mai.n gulshan me.n gayaa
vaa.n ke sarv-o-suman-o-laala-o-gul ko dekhaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
begam aur shaeri
sochtii huu.n kis tarah hogaa hamaaraa ab nibaah
mujh ko roTii chaahiye aur aap ko bas vaah vaah
Nashtar Amrohvi
Nazm
tum kahte ho kawita likh do
vaah vaah ke mai-KHaano.n me.n dhut
ghar le kar aanaa pa.Dtaa hai
Sunayana Kachroo
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
shaa.er ne jab bayaaz nikaalii jahaaz me.n
guu.njii hai.n ''vaah-vaa'' kii sadaa.e.n hijaaz me.n
Khalid Irfan
Nazm
saf laDki
vaah ye la.Dkii hai kitnii paak saaf
saaf kap.De saaf chehra naak saaf
Kaifi Hyderabadi
Nazm
mera watan
lutf se ba.Dh ke hai jafaa terii
vaah-re hindostaa.n vafaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
id-e-ramzan
dost to dost hai.n dushman bhii gale milne lage
vaah kyaa KHuub anokhe ye bahaane aa.e