SEARCH RESULTS
Showing search results for ".znrb"
Nazm MATCHES FOR ".znrb"
Nazm
funun-e-latifa
be-mo.ajaza duniyaa me.n ubhartii.n nahii.n qaume.n
jo zarb-e-kaliimii nahii.n rakhtaa vo hunar kyaa
Allama Iqbal
Nazm
tausi-e-shahr
is maqtal me.n sirf ik merii soch lahaktii Daal
mujh par bhii ab kaarii zarb ik ai aadam kii aal
Majeed Amjad
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
dekh tujh par ilm kii bharpuur pa.D jaa.e na zarb
bhaag is parde me.n hai.n shaitaan ke aalaat-e-harb
Josh Malihabadi
Nazm
main aksar sard raaton mein
ko.ii furqat me.n ghabraa.e
mire taar-e-nafas par zarb kartii mustaqil dha.Dkan
Qamar Abbas Qamar
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
ham apne tesho.n kii zarb-e-kaarii
se un ke siino.n ko chhed Daale.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
zamir
apnii har zarb kaa ab KHud hii nishaana huu.n mai.n
jurm unvaan ho jis kaa vo fasaana huu.n mai.n
Wamiq Jaunpuri
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
ik ikaa.ii par usii kii zarb se
kasrat-e-vahdat kaa paidaa hai tilism
Ameeq Hanafi
Nazm
hujum haT nahin raha
hujuum jis kii Thokaro.n kii zarb se
havaa me.n haa.nptaa hu.aa Gubaar chhaT nahii.n rahaa
Adnan Mohsin
Nazm
KHud-kushi
aaftaab apne KHuu.n-rez jazbaat kii zarb-kaarii se
jaan de ke
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
patang uDane se pahle
ye jis ke dam pe havaa me.n kulele.n bhartii hai
zaraa sii zarb se vo Dor TuuT jaatii hai