SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHafaa-KHafaa"
Nazm MATCHES FOR "KHafaa-KHafaa"
Nazm
aadmi
zindagii dhuup kaa maidaan banii baiThii hai
apnaa saaya bhii gurezaa.n, tiraa daamaa.n bhii KHafaa
Mustafa Zaidi
Nazm
hum gunahgar tere
KHud-sarii se KHafaa kis liye
chaahato.n kaa safar KHud-sarii hai
Salahuddin Mohammad
Nazm
dusre hath ka dukh
mai.n tujh se kyuu.n KHafaa hone lagaa qaazii
mirii to ruuh tuu ne paak kar dii ye sazaa de kar
Shariq Kaifi
Nazm
udasi
kuchh vaqt se vo haalat-e-duniyaa se hai KHafaa
KHushbuu se ranj koh se dariyaa se hai KHafaa
Ashu Mishra
Nazm
intizar ki raat
teraa jii un se KHafaa aur meraa dil un par maluul
kyaa ye mumkin hai ki un kaa faasla ho jaa.e kam
Khurshidul islam
Nazm
duniya to ye kahti hai
is darja KHafaa hotii hai vo merii ravish se
hogaa na kabhii itnaa KHafaa meraa KHudaa bhii
Wali Alam Shaheen
Nazm
adakar chehre
manaazir ne rang apne sab kho diye hai.n
vo jab se KHafaa hai kise kyaa bataa.uu.n
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
KHauf
abhii jaise baabaa mujhe dekh le.nge
KHafaa ho.nge Daa.nTe.nge chillaa.e.nge
Kaifi Sanbhali
Nazm
ruThi hui nind aane se pahle
yuu.n aaj in aa.nkho.n se KHafaa nii.nd hu.ii hai
ham us ko manaa.e.n bhii to kis tarh manaa.e.n
Balraj Komal
Nazm
aisa karo
naariyal paanii piyo pa.nkhaa jhalo aKHbaar se
kyo.n KHafaa hote ho pyaare baat ko samjhaa karo
Ataur Rahman Tariq
Nazm
aaghaz
ek bhii baat mohabbat se nahii.n kahtii ho
apnii har ek sahelii se KHafaa rahtii ho