SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHafaa-KHafaa"
Ghazal MATCHES FOR "KHafaa-KHafaa"
Ghazal
kisii se KHush hai kisii se KHafaa KHafaa saa hai
vo shahr me.n abhii shaayad nayaa nayaa saa hai
Nida Fazli
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
ik-duuje se KHafaa-KHafaa se hai.n abhii se ham
behtar ye hai ki duur ho jaa.e.n KHushii se ham
Siddharth Saini Saad
Ghazal
ulTii ulTii na kyuu.n ho.n baate.n
Te.Dhii Te.Dhii hai KHafaa KHafaa ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
tere baGair ham se hai mausam KHafaa KHafaa
KHaamoshiyo.n ko o.Dhe hu.e baiThii shaam hai
Manisha Shikhar
Ghazal
tamaam rishto.n ko to.Daa nahii.n abhii us ne
KHafaa KHafaa hai magar bol-chaal rakhtaa hai
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
rahne lage KHafaa KHafaa suuraj bhii chaa.nd bhii
maanuus kyaa hu.e hai.n kisii raushnii se ham
Paikar Yazdani
Ghazal
din raat apne aap se rahnaa KHafaa KHafaa
'shaahid' guzar-basar kaa ko.ii Dha.ng to nahii.n
Hafeez Shahid
Ghazal
ye us kaa tarz-e-taKHaatub bhii KHuub hai 'mohsin'
rukaa rukaa saa tabassum KHafaa KHafaa aa.nkhe.n
Mohsin Bhopali
Ghazal
ye kyaa hu.aa ki Dubo kar mujhe ba.De din se
KHafaa KHafaa sii nadii hai bha.nvar udaas udaas
Dipak Prajapati Khaalis
Ghazal
ghaTte the saath saath kabhii titliyo.n ke par
ab kyuu.n KHafaa KHafaa se ho ik mere saath par