SEARCH RESULTS
Showing search results for "Silaayi"
Nazm MATCHES FOR "silaayi"
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
urdu
hai 'miir' kii azmat ki mujhe chalnaa sikhaayaa
mai.n daaG ke aa.ngan me.n khilii ban ke chamelii
Iqbal Ashhar
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-sipaahii hai vo us kii zirah laa-ilaah
saaya-e-shamshiir me.n us kii panah laa-ilaah
Allama Iqbal
Nazm
naya shiwala
apno.n se bair rakhnaa tuu ne buto.n se siikhaa
ja.ng-o-jadal sikhaayaa vaa.iz ko bhii KHudaa ne
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
pyaasaa tamaam roz biThaatii hai muflisii
bhuukaa tamaam raat sulaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
kitnii mohabbato.n se pahlaa sabaq pa.Dhaayaa
mai.n kuchh na jaantaa thaa sab kuchh mujhe sikhaayaa