SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaha.nd"
Nazm MATCHES FOR "aaha.nd"
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
us se tum nahii.n Darte!
harf aur ma.anii ke rishta-haa-e-aahan se aadmii hai vaabasta
Noon Meem Rashid
Nazm
aurat
ban ke siimaab har ik zarf me.n Dhal jaatii hai
ziist ke aahanii saa.nche me.n bhii Dhalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
aaj ki raat
qasr-e-giitii me.n uma.nD aayaa hai tuufaan-e-hayaat
maut larzaa.n hai pas-e-parda-e-dar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujhe sochne de
har taraf aatish o aahan kaa ye sailaab-e-aaziim
nit-na.e tarz pe hotii hu.ii duniyaa taqsiim
Sahir Ludhianvi
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
ko.ii rotaa nahii.n is mauqe par
halqa-dar-halqa na aahan ko tapaa kar Dhaale.n
Akhtarul Iman
Nazm
mahadev-ji ka byah
bol bachan aanand ke, prem, piit aur chaah
sun lo yaaro, dhyaan dhar, mahaadev kaa byaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nargis-e-mastana
jab tak karam-e-KHaas kaa dariyaa na uma.nD aa.e
tuu aur bhii haal apnaa safiihaana banaa de