SEARCH RESULTS
Showing search results for "aapaa"
Nazm MATCHES FOR "aapaa"
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
aapii bhii pakaatii hai.n halva
phir vo bhii kyuu.n halvaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
naa is kii aapaa KHaalaa hai
ye saare jag me.n tanhaa hai
Ibn e Insha
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
surayya ki guDiya
''mirii pyaarii aapaa bachaa lo mujhe
kisii koTharii me.n chhupaa lo mujhe''
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
kal ki baat
aise hii baiThe idhar bhayyaa the daa.e.n jaanib
un ke nazdiik ba.Dii aapaa shabaana ko liye
Akhtarul Iman
Nazm
bichhDe ghar ka saya
''tum kaisii ho? vo kaise hai.n''
''kyaa us kaa ko.ii KHat aayaa?''
Farhat Ehsas
Nazm
baTla house
aag kaa dariyaa chaa.ndnii begam shiishe kaa ghar likhne vaalii
ainii aapaa soch rahii hai
Asim Badr
Nazm
bachchon ka dinner
hamaarii asl KHataa.e.n to vo bataa na sakii.n
par aapaa de ke ga.ii.n ham ko byaaj do thappa.D
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
qahqahe
jab ziinat aapaa kartii hai.n mujh ko nasiihate.n
mai.n sun ke be-shumaar lagaataa huu.n qahqahe
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
metro shahr ki ek aam laDki
apnii rozaana kii routine me.n me.n jak.Dii jak.Dii
vo hii metro kii savaarii vo hii aapaa-dhaapii