SEARCH RESULTS
Showing search results for "aapaa"
Ghazal MATCHES FOR "aapaa"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kahaa.n ga.ii vo ku.nvaarii udaas bii-aapaa
jo gaa.nv gaa.nv me.n rishte talaash kartii thii
Wasi Shah
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har jaanib ik khel hai aapaa-dhaapii kaa
manzar manzar kaisii vahshat rakkhii hai
Parvez akhtar
Ghazal
kaam me.n apne zuhuur-e-haq hai aap
hazrat-e-aadam ke to maa.n thii na baap
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aapaa-dhaapii kii fazaa ho jo bhii chaahe luuT le
raahbar naa-biinaa ho.n sab paasbaa.n ko.ii na ho
T N Raaz
Ghazal
vo kaif hai ki ab aapaa bhii ko.ii hosh nahii.n
ye kis maqaam pe laa.ii hai be-KHudii merii
Abdul Qavi Ziya
Ghazal
Akhilesh Tiwari
Ghazal
Shahid Kamal
Ghazal
Balraj Hairat
Ghazal
Sunil Aftab
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa