SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiqaa.n"
Nazm MATCHES FOR "aashiqaa.n"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shama
yak-bii.n tirii nazar sifat-e-aashiqaan-e-raaz
merii nigaah maaya-e-aashob-e-imtiyaaz
Allama Iqbal
Nazm
shab-KHun
ai aashiqaan-e-husn-e-azal Gaur se suno
mai.n barg-e-be-navaa to nahii.n huu.n ki chup rahuu.n
Muneer Niyazi
Nazm
hum kahan aa gae
kuucha-e-dilbaraa.n bastii-e-aashiqaa.n
maqtal-e-harf-o-saut-o-sadaa ban ga.ii
Zubair Rizvi
Nazm
KHwabon KHayalon ki apsara
ye imtizaaj-o-zar-e-shirq-o-Garb kaa culture
nigaah-e-husn liye ishq aashiqaa.n kii tarah
Daur Afridi
Nazm
dast-e-tah-e-sang
halqaa-e-aashiqaa.n se lab-e-baam tak
dast-e-saaqii se durd-e-tah-e-jaam tak
Ekram Khawar
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D ye azm-shikan daGdaGa-e-pand bhii to.D
Kaifi Azmi
Nazm
parinde ki fariyaad
vo pyaarii pyaarii suurat vo kaamanii sii muurat
aabaad jis ke dam se thaa meraa aashiyaanaa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
ai gulistaan-e-undulus vo din hai.n yaad tujh ko
thaa terii Daaliyo.n me.n jab aashiyaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
fazaa niilii niilii havaa me.n suruur
Thaharte nahii.n aashiyaa.n me.n tuyuur
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ai tire soz-e-nafas se kaar-e-aalam ustuvaar
tuu ne jab chaahaa kiyaa har pardagii ko aashkaar