SEARCH RESULTS
Showing search results for "aastaa.n"
Nazm MATCHES FOR "aastaa.n"
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
mirii zabaan-e-qalam se kisii kaa dil na dukhe
kisii se shikva na ho zer-e-aasmaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
bahut ghuTan hai
vo falsafe jo har ik aastaa.n ke dushman the
amal me.n aa.e to KHud vaqf-e-aastaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
rishwat
KHuub haq ke aastaa.n par aur jhuke apnii jabii.n
jaa.iye rahne bhii diije naaseh-e-garduu.n-nashii.n
Josh Malihabadi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
magar samaavii KHiraam vaale
jo past o baalaa ke aastaa.n par jame hu.e hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
israfil ki maut
masjido.n ke aastaan-o-gumbad-o-miinaar chup
fikr kaa sayyaad apnaa daam phailaa.egaa kyaa
Noon Meem Rashid
Nazm
yaum-e-azadi
zamiin-e-hind hai aur aasmaan-e-aazaadii
yaqiin ban gayaa ab to gumaan-e-aazaadii
Siraj Lakhnavi
Nazm
qatl-e-aftab
jabiin-e-shauq nahii.n sa.ng-e-aastaa.n bhii nahii.n
raqiib jiit ga.e KHatm ho chukii hai ja.ng
Ali Sardar Jafri
Nazm
shauq-e-gurezan
dair o ka.aba kaa mai.n nahii.n qaa.el
dair o ka.aba ko aastaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mashwara
jo aastaa.n ho use sa.ng-e-dar kaa Gam kaisaa
jo KHud safar ho use rahguzar kaa Gam kaisaa
Zehra Nigaah
Nazm
hindostan
uu.nchaa hai aasmaa.n se ye aastaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
sal-e-nau
palko.n pe aaj bhii to larazte hai.n ye diye
lekin unhii.n Gamo.n se nayaa aastaa.n banaa