SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr-e-Gam"
Nazm MATCHES FOR "abr-e-Gam"
Nazm
phir sham hui
phailtaa phailtaa shaam-e-Gam kaa dhu.aa.n
ik udaasii kaa tantaa hu.aa saa.ebaa.n
Ibn-e-Insha
Nazm
barsat ka mausam
ai KHuunr-e-rag-e-abr-e-ravaa.n jaan-e-chaman-zaar
ai saaz-e-mohabbat kii machaltii hu.ii jhankaar
Izhaar Malihabadi
Nazm
ehsas-e-firaq
baad-e-abr-e-bahaar hai be-kaif
chaa.ndnii muzmahil hai chaa.nd udaas
Pasha Rahman
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
kis abr-e-gurez-paa kii KHaatir
mai.n kaise shajar se kaT ga.ii thii
Parveen Shakir
Nazm
jab kabhi bhi fursat ho
mausam-e-bahaaraa.n ho
yaa fasl-e-abr-o-baaraa.n ho
Professor Mahmood Alam
Nazm
be-KHabari
nik.hat-e-abr-o-baad kii mastii me.n Dolte the ghar
saaf dikhaa.ii dete the
Jameel ur Rahman
Nazm
holi
qadam ke niiche hai farsh-e-zamurradii.n 'ra.anaa'
hai sar pe saaya-e-abr-e-bahaar holii me.n
Birj Lal Raana
Nazm
harf-e-arzu
tere andaaz-e-takallum par fidaa har saaz hai
chaal me.n abr-e-KHiraamaa.n kaa saa ik andaaz hai
Parwaz Noorpuri
Nazm
adhuri nasl ka pura sach
shaaKH tanhaa se biiye kaa gho.nsla girtaa nahii.n
vahshat-e-abr-e-badan kii KHushk-saalii