SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahd-e-alast"
Nazm MATCHES FOR "ahd-e-alast"
Nazm
mujhe khol taza hawa mein rakh
magar ai rahiin-e-dam-e-alast
mire vaaqiye ke muqaddamaat se peshtar
Farrukh Yar
Nazm
rishta-e-dosti
vafaa kii miTTii ko guu.ndh rakho
phir milaa.o chaahat kaa uud-o-ambar
Mona Shahzad
Nazm
rag-yug ki nazmen
silsila mast-e-alast ye qaa.em
niilaahaT ke adam ke pas-e-manzar se ubhartaa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shikast
mujaahidaana haraarat rahii na suufii me.n
bahaana be-amalii kaa banii sharaab-e-alast
Allama Iqbal
Nazm
meri jaan ab bhi apna husn wapas pher de mujhko
guluu me.n terii ulfat ke taraane suukh jaa.e.nge
mabaadaa yaad-haa-e-ahd-e-maazii mahv ho jaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachpane ki yaad
us ahd-e-aafyat me.n ik baar phir sulaa de
ai mere ahd-e-maazii phir ik jhalak dikhaa de
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
KHiraj-aqidat
ek KHizr-e-ahd-e-haazir ik kaliim-e-ahd-e-nau
ek sadr-e-mahfil-e-ruuhaaniyaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jashn-e-ghaalib
jis ahd-e-siyaasat ne ye zinda zabaa.n kuchlii
us ahd-e-siyaasat ko marhuum kaa Gam kyuu.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
shahr-e-zulmat ko sabaat nahin
ai shab-e-taar ke nigahbaano
sham-e-ahd-e-ziyaa.n ke parvaano
Habib Jalib
Nazm
sawal-o-jawab kaun kare
zikr-e-ahd-e-shabaab kaun kare
hasrato.n kaa hisaab kaun kare
Narayan Das Puri
Nazm
jamuna
aah o ra.ngii.n-adaa o dillii vaalii naaznii.n
o do-aalam ke hasiino.n se niraalii naaznii.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
ek gum-shuda shahar
mirii chaahato.n kaa KHutan
guzaare the ahd-e-javaanii me.n mai.n ne
Syed Javed Akhtar
Nazm
tin sharabi
ahd-e-KHizaa.n kaa ra.ng-e-pariida.n
ra.ng-e-ahd-e-bahaaraa.n dekhaa