SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahd-e-havas"
Nazm MATCHES FOR "ahd-e-havas"
Nazm
jamuna
aah o ra.ngii.n-adaa o dillii vaalii naaznii.n
o do-aalam ke hasiino.n se niraalii naaznii.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
pahle to shahr aisa na tha
tasviir me.n kuchh baaqiyaat-e-mimbar-o-mehraab hai.n
kuchh jalva-haa-e-ahd-e-aalam-taab hai.n
Ain Tabish
Nazm
inqilab
terii tiflii me.n javaanii kii bahaar
terii piirii ruu-kash-e-'ahd-e-shabaab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
hindostani leader
banda-e-hirs-o-havas Gaddaar matlab-aashnaa
paise kii KHaatir vatan ko bechne vaale bataa
Shatir Hakeemi
Nazm
zawal-e-ahd-e-tamanna
na Dhuu.nD paa.ii mudaavaa-e-zaKHm-zaar-e-tamannaa
samajh sakii na taqaazaa-e-ahd-e-tifl-kushii vo
Shafiq Fatima Shera
Nazm
meri jaan ab bhi apna husn wapas pher de mujhko
guluu me.n terii ulfat ke taraane suukh jaa.e.nge
mabaadaa yaad-haa-e-ahd-e-maazii mahv ho jaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zawal-e-maghrib
vahaa.n pe gard-o-Gubaar-e-havas kii sartaabii
tamaam jism me.n jarsuuma hirs-e-ashyaa kaa
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
KHiraj-aqidat
ek KHizr-e-ahd-e-haazir ik kaliim-e-ahd-e-nau
ek sadr-e-mahfil-e-ruuhaaniyaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai