SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaz-e-hijaab"
Nazm MATCHES FOR "andaaz-e-hijaab"
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
is baat pe kyuu.n is kii itnaa bhii hijaab aa.e
fariyaad se be-bahra kashkol se KHaalii hai
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
taswir ka dusra ruKH
hai dil-e-saada tiraa vaarafta-e-husn-e-hijaab
zisht-ruu.ii kaa kahii.n parda na ho rangii.n naqaab
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
phir wahi shab ke sarabon ka chalan!
me.n nayaa andaaz-e-fusuu.n-kaarii hai
saKHt mushkil me.n hai.n
Akhtar Ziai
Nazm
koyal
ko.ii anjum aasmaa.n kaa aur subuk parvaaz-e-shauq
rahnumaa hai kyaa tiraa dil-daada-e-andaaz-e-shauq
Suroor Jahanabadi
Nazm
naya sal
hai andaaz-e-niim-sahar niraalaa aaj
ha.ns ha.ns ke Guncho.n ko gudgudaayaa aaj
Firoza Yasmeen
Nazm
mushaera
mushaa.era ba-juz andaaz-e-haav-huu kyaa hai
''tumhaare shahar me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
Hyderabad
husn ke naam se baaqii hai chamak taaro.n kii
ishq ke paas hai andaaz-e-chaman-aaraa.ii
Khurshid Ahmad Jami
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
mirii nigah me.n base hu.e hai.n
hazaar andaaz-e-dil-rubaa.ii
Ali Sardar Jafri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mansuub mujh se hai jo ba-andaaz-e-dil-nashii.n
terii vo shaa.irii hai mirii shaa.irii nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
KHak-e-hind
andaaz-e-dil-farebii jo tujh me.n hai kahaa.n hai
faKHr-e-zamaana tuu hai aur naazish-e-jahaa.n hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ganga
raag ke parde me.n hai shaan-e-hijaab
terii maujo.n se jhalaktaa hai shabaab
Saqib Kanpuri
Nazm
jaddai
nigaah-e-shauq vo andaaz-e-pur-fusuu.n ya.anii
na.e na.e vo mataalib vo jazb-e-baa-ma.anii
Siddique Kaleem
Nazm
gandhi ke baad
husn bhii Gamza-o-andaaz-o-adaa bhuul gayaa
ishq bhii jalva-e-ra.ngii.n kii ziyaa bhuul gayaa
Izhaar Malihabadi
Nazm
bazar
daam lag jaa.e.n to kyaa ishva-o-andaaz-o-adaa
pyaar sii shai sar-e-baazaar chalii aatii hai