SEARCH RESULTS
Showing search results for "anwar"
Nazm MATCHES FOR "anwar"
Nazm
mujhe sochne de
dar-o-diivaar pe anvaar kaa sailaab-e-ravaa.n
jaise ik shaa.er-e-mad.hosh ke KHvaabo.n kaa jahaa.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
diidanii qasr nahii.n diidanii taqsiim hai ye
ruu-e-hastii pe dhu.aa.n qabr pe raqs-e-anvaar
Kaifi Azmi
Nazm
aata hai yaad mujhko
anvar aziiz raajuu munnuu ke saath mil kar
vo taaliyaa.n bajaanaa bandar ko mu.nh chi.Daanaa
Zafar Kamali
Nazm
taj-mahal
ye shaam kii zulfo.n me.n simaTte hu.e anvaar
firdaus-e-nazar taaj-mahal ke dar-o-diivaar
Mahshar Badayuni
Nazm
KHatun-e-mashriq
daf.atan guu.njii sadaa phir aalam-e-anvaar me.n
aurte.n duniyaa kii haazir ho.n mire darbaar me.n
Josh Malihabadi
Nazm
dariche ke qarib
dekh kis pyaar se anvaar-e-sahar chuumte hai.n
masjid-e-shahar ke miinaaro.n ko
Noon Meem Rashid
Nazm
ammi ki yaad mein
is kii siivan me.n zinda hai.n
maGrib ke jhaT-paT anvaar kii shaahid hai ye
Rashid Jamaal Farooqi
Nazm
manazir-e-sahar
vo ruuh me.n anvaar-e-KHudaa sub.h vo saadiq
vo husn jise dekh ke har aa.nkh ho aashiq
Josh Malihabadi
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
anvaar-e-sahar peshaanii me.n
yaa aab-e-guhar tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Nazm
ehsas-e-kaamran
karvaTe.n le ke machalne ko hai sail-e-anvaar
tiira-o-taar ghaTaa.o.n se kaho chhaT jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
gurunanak
ai rahbar-e-manzil tirii raftaar ke sadqe
ai mehr-e-munavvar tire anvaar ke sadqe
Arsh Malsiyani
Nazm
ye basti meri basti hai
jis kii jhilmilaahaT mere andar aise raqsaa.n hai
ki us kii KHiirgii se ruuh tak merii munavvar hai
Ishrat Afreen
Nazm
teri yaad
shab ke anvaar me.n bhii din ke a.ndhero.n me.n bhii
mire ehsaas me.n ab guu.nj rahii thii paiham
Jagan Nath Azad
Nazm
aurat
sub.h-dam jab gosha gosha matla-e-anvaar thaa
zarra zarra aalam-e-naira.ng kaa sarshaar thaa
Shaad Aarfi
Nazm
padmani
aah o partav-e-anvaar-e-safaa kii devii
o ziyaarat-kada-e-sharm-o-hayaa kii devii