SEARCH RESULTS
Showing search results for "arz-e-matlab"
Nazm MATCHES FOR "arz-e-matlab"
Nazm
shikast-e-zindan
tire vatan ko tirii arz-e-baa-hamiiyyat ko
dha.Dakte khaulte hindostaa.n ke dil kaa salaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai watan
naqsh-e-paa teraa rahaa manzil-numaa tahziib kaa
raahat-e-arz-o-samaa pinhaa.n tirii manzil me.n hai
Akhtar Husain Shaafi
Nazm
KHatun-e-mashriq
garm ho tezaab kii khaulan se laale kaa ayaaG
Guncha-e-nauras kaa taaq aur piir-e-maktab kaa charaag
Josh Malihabadi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
tamaam arz-e-jahaa.n kholtaa samundar hai
tamaam koh-o-bayaabaa.n hai.n tilmilaa.e hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
qaatil o zaalim dar-e-jannat pe ma.nDlaane lage
arz-e-pakistan se kitne shahiid aane lage
Khalid Irfan
Nazm
kaif
tiraa dast-e-shafiiqaana tirii nazar-e-kariimaana
yahii hai mudda.aa meraa yahii arz-e-Gariibaana
Ashraf Baqri
Nazm
nazr-e-nanak
mehr-e-aKHlaaq se utraa tuu ujaalaa ban kar
arz-e-punjab kii qismat kaa sitaaraa ban kar
Moazzam Ali Khan
Nazm
ghunchagi ka safar
kabhii hujuum-e-tamannaa me.n 'arz-e-haal ke vaqt
kisii Gazaal-e-hiraasaa.n kii tez raftaarii
Allama Talib Jauhari
Nazm
mazdur ki maut
haif ai arz-e-muqaddas maadar-e-hindostaa.n
tere bachche aur yuu.n ho jaa.e.n benaam-o-nishaa.n
Shatir Hakeemi
Nazm
lauh-o-qalam
ik tarz-e-taGaaful hai so vo un ko mubaarak
ik arz-e-tamannaa hai so ham karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tawaif
aur ye zard se ruKHsaar ye ashko.n kii qataar
mujh se be-zaar mirii arz-e-vafaa se be-zaar
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
zaifa
larza-bar-andaam hai sehn-e-zamii.n kaa arz-o-tuul
ho rahaa hai KHaak par naapaak ruuho.n kaa nuzuul