SEARCH RESULTS
Showing search results for "asbaab-e-safar"
Nazm MATCHES FOR "asbaab-e-safar"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wazir ka KHwab
sun ke ye farzand se hotii hai hairaanii mujhe
''likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
aaj
aaj lekin mire daaman-e-chaak me.n
gard-e-raah-e-safar ke sivaa kuchh nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
long distance relationship
tujhe ye lagtaa hai asbaab-e-vasl kuchh bhii nahii.n
badan udaasii pe chilman-numaa qabaa.e.n hai.n
Balmohan panday
Nazm
qaid se najat
zaad-e-raah-e-safar tavakkul hai
rahnumaa.ii ko us kii Gaffaarii
Muneer Shikohabadi
Nazm
dua
na shariik-e-safar-o-zaad-e-safar maa.ngaa hai
na sadaa-e-jaras-o-baa.ng-e-daraa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
safar
na ko.ii laGzish-e-paa un me.n gumaa.n hai na yaqii.n
zindagii mahv-e-safar mahv-e-safar mahv-e-safar
Ashok Lal
Nazm
zaifa
rau.ngTe saare kha.De hai.n saa.ns lenaa hai vabaal
al-amaa.n shor-e-sagaan-e-raah o GoGaa-e-shaGaal
Josh Malihabadi
Nazm
ban-bas
ghar se laayaa thaa jo kuchh tab'-e-ravaa.n zehn-e-rasaa
saath us ke rahe asbaab-e-tabaahii ban kar